Traditional marketing:-
Traditional marketing yani paramparagat marketing ek paramparagat marketing hai Jo kai varshon se Chali a rahi hai ismein kisi bhi service ya utpadan ki marketing ka mukhya Tarika akhbaron TV ya poster ke madhyam se vigyapan dekar hota hai purane Daur mein internet nahin hone ki vajah se log marketing ke liye ine madhyamon ka istemal karte the vahi marketing ki yah tarike logon ke liye shuru se hi lokpriya rahe hain hala ki samay ke bad bhoot badlav ke saath-saath marketing karne ke tarike mein badlav hua vahi Aaj bhi akhbar tv aur radio television marketing ki vajah se sanchalan ka kharch nikal rahe hain kyunki traditional marketing ke madhyam se milane wale vigyapan ki vajah se sanchalan ka kharch nikalta hai.
Traditional marketing k tarike:-
Marketing in a people place
Radio and television marketing
Tradeshow marketing
Print media marketing
Telemarketing
Business card marketing
Marketing in a people place:-
aapne jarur kabhi Na kabhi sar Vachan ek sthan platform business card ya bil board dekhne ko mile honge yah sab marketing ki tour hai.
Radio and television marketing:-
TV on radio hamare jivan ka ek aham hissa ban chuke hain tv aur radio ko band hone abhi kafi samay lagenge aur traditional marketing ka jo Daur hai abhi chalta rahega tv aur radio vigyapan mans marketing ki shreni mein aate Hain kyunki iske madhyam se rashtriy aur duniya bhar ke darshakon Tak pahunchaye ja sakte hain prasaran vigyapan ki bhumika upbhoktaon ko Apne products ya service ke labhon ke bare mein samjhana hai ise vigyapan ka ek bahut hi prabhavshali Mana jata hai.
Tradeshow marketing:-
Red show marketing traditional marketing ka behtarin Tarika hai aamtaur per ek industry aur use industry mein Ruchi rakhne wale logon Ko ham target karte hain ek trade show marketing mein hum Apne products ka brand awareness ka shandar Tarika raha hai pradarshani logo ki or B2B marketing ke liye ek achcha madhyam hai track show marketing B2B ke Kshetra mein aane wale visitor ke adhik grahan ki sambhavna 37 per set Tak adhik hoti hai.
Print media marketing:-
Print media marketing ka ek roop hai jo Apne upbhoktaon Tak pahunchne ke liye bed media Jaise patrikaon aur samachar patron ka upyog karta hai aaj ke samay mein jyadatar log digital marketing ka upyog kar rahe hain Apne target customer Tak pahunchane ke liye lekin aaj ke samay mein print media ke vigyapan kharche mein giravat I hai lekin abhi bhi yah lupt nahin Huyi hai.
Telemarketing:-
Telemarketing vyavasaiyon ya vikretaon dwara upyog ki jaane wali ek marketing Tarika hai jismein vah kisi product ya service ke liye prabhavit khariddaron ya grahakon se sampark karte Hain telemarketing kotali calling ke roop mein bhi Jana jata hai daily marketing ki shuruaat 1960 mein ki gai thi aaj telemarketing abhi bhi bikri ke liye vyapak roop se upyog ki jaane wali marketing hai.
Business card marketing:-
ek business card sabse saste aur mulyvan marketing tool mein se ek hai yah aapki company ki pahchan ko sthapit karta hai aur company ke bare mein uchit jankari pradan karne per marketing tool ke roop mein karya karta hai kagaj ka yah tukra aapke product ya services ke liye bahut hi jaruri tool hai kyon ki yah grahakon ko laane mein madad karta hai .
Traditional marketing ke fayde:-
Aap apni pasand ka product dekh kar le sakte hain exactly jo aapko pasand hai.
Offline marketing customer ki loyalty ko badhava deta hai
Aap apne grahak ke sath ek achcha relation banaa ke rakh sakte hain.
Aap apne grahak ko Apne sath hamesha lambe samay Tak jod ke rakh sakte hain.
Traditional marketing ke nuksan:-
Offline marketing mein kafi samay lagta hai.
Offline marketing mein hum limited customer tak hi pahunch sakte hain.
Agar hamen offline marketing karni hai to hamara marketing ka budget bahut jyada hota hai
Yah samay 2022 Tak chal raha hai agar marketing ke baat kare to marketing ek bahut mahatvpurn vishay aaj ke samay ke log marketing ki nai nai takniki apna rahe hain lekin koi bhi marketing campaign chalane se pahle hamen Apne target customer ke bare mein pata hona chahie taki ham ek jyada se jyada result mil sake.
Traditional marketing ke char stambh:-
Product
Price
Place
Promotion
Digital marketing:-
Samay ke sath hue badlav ke sath marketing ka Tarika bhi badla hai jo ki ab modern ho gaya hai digital marketing mein ab marketing ka Tarika radio tv aur akhbaron se nikal kar logon ke mobile aur laptop mein pahunch Gaya hai jab bhi ham social media ka istemal karte hue vigyapan ke madhyam se kisi bhi utpadan ka service ke bare mein jante hain vah digital marketing ka hi roop hai vartman mein badi badi companiyan ab digital marketing per hi Dhyan kendrit kar rahi hai sath hi Yuva bhi ismein aage badhkar Apne carier Ko Somwar rahe hain.
Digital marketing ka sahi mayanon mein Arth hai ki jab koi manushya koi business ko karne ki sochta hai vahi se digital marketing ka prarambh ho jata hai aur vahi digital marketing kahlata hai kisi vyakti ke sochne se lekar use business ko gro karne Tak ka yah Daur digital marketing kahlata hai.
Types of digital marketing:-
search engine marketing SEO digital marketing
Affiliate marketing
Social media marketing
Inbond marketing
Content marketing
Search engine marketing optimisation SEO digital marketing:-
Search engine optimisation marketing digital marketing ka ek mahatvpurn ang hai Jaise hamare sharir mein atma hota hai vaise hamare website ka traffic bhi website ki atma Hoti hai SEO hamari website ko pahle page per pradarshit Karta hai taki hamare web page per organic rich jyada hota ki hamara business badh sake aur CEO karna ek science hai.
Affiliate marketing:-
Affiliate marketing ek bahut hi achcha aur behtarin Tarika hai online Ghar baithe paise kamane ka agar India ki hi baat kare to after kovid India mein affiliate marketing Jude Hain Jo Ghar baithe aaj ilakon ki income Kama rahe hain affiliate marketing digital marketing ka hi ek achcha Tarika hai.
Social media marketing:-
social media marketing yani smm internet marketing ka ek jariya hai jise ham social media apps ko marketing tool ke roop mein upyog kiya jata hai social media ek bahut hi powerful platform marketing hai.
*Social media marketing ke important tools:-
Twitter
Facebook
YouTube
Pinterest
Instagram
LinkedIn
Inbond marketing:-
in bond marketing audience ko organic tarike Jaise search engine aur doston ke sath apni marketing funnel link sanjha karke unko apna funnel k sath jodna use ham ine baund marketing kahate Hain.
Content marketing:-
Contact marketing marketing ki taknik hai jismein ham Apne audience ki pasand ka content banate hain jisse ham Apne audience ko ek le liya grahak mein Badal sake.
Types of content marketing:-
Video
Infographic
Audio
Podcast
Ebooks
Blog
Gif memes
Digital marketing ke fayde:-
traditional marketing ki tulna mein digital marketing ki Kai fayde Hain sabse pahle yah bahut adhik lagat prabhavi hai paramparik vivaran vidhiyan bahut mahangi ho sakti hai khaskar yadi aap TV ya print vigyapan ka upyog kar rahe hain to digital marketing ke sath aap lagat ke ek ansh ke liye bade darshakon Tak pahunch sakte hain dusra digital marketing adhik lakshit aur Kushal hai aap Vishesh roop se lakshit kar sakte hain ki aap apne sandesh ke sath kis Tak pahuchana chahte hain aur Jaan sakte hain ki ise ve dekh rahe Hain ya nhi ant mein digital marketing adhik aakarshak aur interactive hai aap vastav mein Apne grahakon ke sath batchit karne aur unki pratikriya prapt karne ke liye social media aur email Jaise tools ka prayog kar sakte hain is tarah aap apne products ya service ko unki jaruraton ke Aadhar per sudharna jari rakh sakte hain.
Digital marketing ke nuksan:-
digital marketing dheere dheere Kai vyavsayiyo ke liye marketing ka pasandida Tarika Banta ja raha hai halanki delete digital marketing ka upyog karne ke kuchh nuksan hai Sabse bada nuksan aapke digital marketing abhiyan ko khone ki sambhavna hai yadi aapki website crash Ho jaati hai ya aapke social media account hack Ho jaate Hain to aap apni marketing ki sari Pragati ho sakte hain paramparik marketing ki tulna mein yah bahut bada jokhim hai Jahan aapki sabse kharab sthiti aam taur per sirf ek khoya hua kagaj ya ek fula hua vigyapan hota hai.
Online marketing mein click fraud ka risk bahut jyada hota hai.
Online marketing mein aapki Suraksha aur gopniyata ka khatra banaa rahata hai.
Digital marketing for traditional marketing mein antar:-
Traditional marketing mein hum generally product per focus karte Hain.
Traditional marketing mein mass media phone centre telephone aadi Shamil hai.
Traditional marketing me ham kuchh products ke Karan ham sidhe Apne customer Tak nahin pahunch sakte.
Traditional marketing mein hum Apne prospective customer ko dekh skte Hain.
Traditional marketing mein bahut sare logon ki jarurat hoti hai isko manage karne ke liye.
Traditional marketing main yahan ham print radio television vigyapan ki safalta ko napna bahut hi mushkil kam hai kyunki yah pata nahin hai ki kaun sa customer kharidari karega ya nahin Karega.
Traditional marketing mein hum content marketing se ham jyada logon Tak nahin pahunch sakte.
Traditional marketing main samay ki pabandi hoti hai.
Traditional marketing mein is prakar ki ranniti ko lagu karna kafi mushkil bhara Kam hai ine rannitiyon ka upyog Keval chhote vyavasaiyon dwara grahak ko banae rakhne ke liye Kiya jata hai.
Digital marketing:-
Digital marketing jyadatar content based marketing hoti hai.
Digital Online marketing basically third party based marketing Hoti hai jaise ki media web ,content search email social media etc.
Digital marketing se hum sidhe Apne customer Tak pahunch sakte hain.
Digital marketing mein hum Apne customer ko dekh nahi sakte hain kyunki yah online selling hoti hai.
Digital marketing mein bahut hi kam logon ki jarurat hoti hai marketing campaign ko chalane ke liye.
Digital marketing mein Google website Google adword information or essay bahut sare tools hai jiski madad se ham Apne pure marketing ki safalta ya asafalta ki jaanch kar sakte hain.
Digital marketing mein hum Apne content marketing ka upyog karke duniya bhar ke logon Tak pahunch sakte hain.
Digital marketing main samay ki koi bhi pabandi nahin Hoti hai customer kahin se bhi aur kabhi bhi kisi bhi samay aapki website per jakar aapke product aur services khareed sakta hai.
Digital marketing mein hum Apne grahak ko ek specific grahak ko specific offer ke sath target kar sakte hain jisse hamara vyavsay badh sakta hai .